Sweet Missing U SMS in Hindi

by Ajith Daniel

Aap se milne ka maan kar raha hai,
Maan ko samjaya to dil tadap raha hai,
Dil ko bataya to aankhe ro padi,
Unhe chupa diya to saanse bol padi.
“I MISS U”
`
Chand ki roshni teri ankho ki chamak k liya hoti,
Pholo ki khushboo teri muskan k liya hoti,
Badal k rang teri anchal k liya hoti,
Aur ya kash k tu sirf marai liya hoti.
`
Pane se khone ka maza aur hai,
Band aankho se dekhne ka maza kuch aur hai,
Aansu bane lafz aur lafz bane gazal,
Teri yaado ke saath jine ka maza kuch aur hai.
`
Gum ke sagar mein is kadar kho gai hai zindagi,
Tum aajao wapas yeh guzarish hai meri,
Shayad mujhe tumhari aadat si ho gai hai.
`
Har din ke baad raath ati hai,
Har mausam ke baad barsath ati hai,
Apne dil se puch kar bathana,
Kiya kabhie bhi hamari yaad nahi ati.